What is NFC In Smartphone II Benefits Of NFC II Explained In Hindi

December 06, 2019

What is NFC In Smartphone II Benefits Of NFC II Explained In Hindi. 5 Inch Android 4G Rugged Smartphone NFC, Qualcomm Snapdragon 615 Octa Core, Walkie Talkie Function!

What is NFC In Smartphone II Benefits Of NFC II Explained In Hindi video duration 7 Minute(s) 22 Second(s), published by Hindi Mein Jaankari on 04 08 2017 - 10:18:46.

Hindi Mein Jaankari Amazon Shopping Link:- https://www.amazon.com/shop/hindimeinjaankari ~ What is nfc function and what is nfc in smartphone benefits 2018 Oukitel K10 Smartphone Review / 18:9 / 6GB + 64GB / NFC / 11000 MAH ✅ Buy from Gearbest: https://goo.gl/fzAihU —————— FREE Trials: Amazon .

Buy online DOOGEE BL9000 4G Smartphone - Compare Prices : 1- Banggood : Save 33 % Off Discount Price Here http://fas.st/ccVtsm DOOGEE BL9000 5.99 Rugged IP68 Smartphone with NFC - Under $120 - iOutdoor Polar 3 ✅ Buy from Banggood: http://bit.ly/2IYbfbV ✅ Buy from Aliexpress: http://bit.ly/2UmXYLi Android 4G Rugged Smartphone - 4G, 5 Inch Screen, Qualcomm Snapdragon 615 CPU, NFC, IP68, 2GB RAM, Walkie Talkie Find more: .

Hindi Mein Jaankari Amazon Shopping Link:-
https://www.amazon.com/shop/hindimeinjaankari
~
What is nfc function and what is nfc in smartphone benefits of nfc function and uses of nfc function Nfc enabled gadget and nfc tags how to transfer data through nfc in smartphone, how to payment through nfc etc.

Friends welcome to my channel hindi mein jaankari (hmj)

Dosto agar aapke paas costly mobile hai ya phir aap koi costly mobile purchase karna chahte hain to aapko nfc function ke baare mein pata hona chahiye ki nfc kay hai aur yeh kaise kaam karta hai nfc ke smartphone mein fayade is video mein hum aapko nfc aur nfc ke fayade ke baare mein batayenge.

Dosto nfc ki full form near field communication matlab yeh function data tranfer ke liye, payment trasfer ke liye aur nfc tags ek aur function hai uske liye kaam aata hai dosto pahle agar hum mobile to mobile data transfer karte the to hum bluetooth se karte the aur uske liye pairing banate the uske baad wifi se data transfer karte the uske liye kai app use karte hain jaise shareit dosto in sabhi mein pairing karni padti hai data transfer ke liye.

Par nfc function mein aapko jis mobile mein ya kisi another device mein data transfer karna hai aapko us device ko mobile ko touch karna hoga aur aapka data transfer ho jayega aur yeh bahut fast hota hai aapko koi pairing nahin banani padegi 4-5 cm ki duri mein aap data transfer kar sakte hain

Aapko kisi wireless headphone, speakers, dslr camera ya kisi another gadget ko connect karna hai to use bhi aap kaafi aasani se connect kar sakte hain aapko sirf us device ko touch karna hai par us device mein nfc option hona chahiye.

Dosto nfc ka ek jabardast function hai aap online payment agar karte hain to aapko dar rahata hoga aapke debit card ya credit card ki details leak hone ka to dosto is function se aap payment bhi kar sakte hain uske liye aapko aapke credit card ya debit card ki details save karni hogi aapke smartphone par aur bahut se payment system hain jinke madhyam se aap payment kar sakte hain jaise android pay, samsung pay, apple pay yeh phone par inbuilt hote hain aapko sirf aapke phone ko swapping machine se touch karna aur amount enter karna hai aapka payment ho jayega.

Nfc Tags dosto nfc tags ka matlab aap koi short data feed kar sakte ho in tags mein iske liye nfc cards aate hain jinmein aap data store kar sakte ho jaise dosto aapka office hai aur aap wifi free dena chahte ho usmein bahut se visitor daily aate hain jo wifi password ke liye manager ko contact karte hain to dosto woh kaafi problem hoti hai time waste hota hai nfc function mein aap nfc cards mein wifi password store kar doge aur jo bhi aapke office aayega apne smartphone ko jismein nfc enabled hai usko us nfc cards se touch karega aur uske smartphone par wifi chal padega aisa karne se time ki bachat . ho gai.

Business cards dosto jab bhi kisi ko milte ho to apna business card dete ho aur woh bhi par hota hai yeh hai ki hum apne wallet mein 2-4 cards se jyada nahin rakh paate hain aur cards bhool jaate hain jis se kai baar nuskaan sahna padta hai dosto aapko ek business card nfc enabled banana hai aur jisko bhi aapko business card dena hai uske mobile par touch kar de card aur aapke business card ki saari details uske mobile mein store ho jayegai aur jab bhi jarurat padegi woh us details ko use kar lega.

To dosto is video mein aapne seekha how to payment through nfc, how to use nfc in smartphone, how to connect nfc speaker, headphone in smartphoneetc.

Friends if you like this video plz like, share, comment and subscribe for more videosthanx.


Background Music:-
Jpb background music
Free Download: http://bit.ly/jpb-high

Other Video about What is NFC In Smartphone II Benefits Of NFC II Explained In Hindi:

Best Rugged Smartphone Under $120 - IP68/ NFC/  iOutdoor Polar 3

Best Rugged Smartphone Under $120 - IP68/ NFC/ iOutdoor Polar 3

Rugged IP68 Smartphone with NFC - Under $120 - iOutdoor Polar 3 ✅ Buy from Banggood: http://bit.ly/2IYbfbV ✅ Buy from Aliexpress: http://bit.ly/2UmXYLi .

5 Inch Android 4G Rugged Smartphone NFC, Qualcomm Snapdragon 615 Octa Core, Walkie Talkie Function!

5 Inch Android 4G Rugged Smartphone NFC, Qualcomm Snapdragon 615 Octa Core, Walkie Talkie Function!

Android 4G Rugged Smartphone - 4G, 5 Inch Screen, Qualcomm Snapdragon 615 CPU, NFC, IP68, 2GB RAM, Walkie Talkie Find more: .

2018 Oukitel K10 Smartphone Review - 6GB+64GB / NFC / 11000 mAH

2018 Oukitel K10 Smartphone Review - 6GB+64GB / NFC / 11000 mAH

2018 Oukitel K10 Smartphone Review / 18:9 / 6GB + 64GB / NFC / 11000 MAH ✅ Buy from Gearbest: https://goo.gl/fzAihU —————— FREE Trials: Amazon .

New 4G Smartphone DOOGEE BL9000 5.99 Inch Android 8.1 NFC 9000mAh Wireless Charging Review Price

New 4G Smartphone DOOGEE BL9000 5.99 Inch Android 8.1 NFC 9000mAh Wireless Charging Review Price

Buy online DOOGEE BL9000 4G Smartphone - Compare Prices : 1- Banggood : Save 33 % Off Discount Price Here http://fas.st/ccVtsm DOOGEE BL9000 5.99 .

Previous
Next Post »
0 Comment